Skip to main content

गाजर का बीज उत्पादन से लाखो कैसे कमाए

        Carrot/ Gajar Seed ki kheti  

Kheti din partidin gate ka sodha sabit ho rehi h. Es liy chahiye ki hme farming me din parti din nye nye prig krte rehne chahiye....Kisano ke liy gajar ke beej ke utpadhan ker apni jidgi sudhar sakte h....

Carrot seed
            Gajer ki kheti k liy hme auche beejo ki aavshakta hoti h...jinka market dham bahut hi jyada hota h....Es liy hm gajar ke utpadhan k sath sath uske beejo ka bhi utpadhan ker sakte h. Or ese market me sell ker aucha khasa paisa kma sakte h

Carrot seed price

      gajar ke beejo ka price her state me alag alag hota h jha per m aapko avrage 16000 se 20000 per 100 kg hota h
Add caption

  Khet ka chunav

        Gajar ke seed ke utpadhan k liy lal domat miti sabse upyogi hoti h vese j her terh ki miti me eski kheti ki jati h lakin usme pani nikasi ki uchit vayvstha honi chahiye......

Gajar ke seed utpadhan ki vidiya

   Gajar ke beej ke utpadhan k liy 2 vidhiya parchlit h. Pehli beej se or dusri jad  se utpadhan krna. Sabse badiya vidhi jad se utpadhan hota h yadi sida gajar ko rop ker beej ka utpadhan kiya jata h

jalvau/ Samaye

Gajar ke beej utpadhan ka samye Decmber me eski rupai ki jati h. Eske liy sardhiyo ka samye sahi rehta h 

Beej dhar

     Jad ke dwara beej utpadhan ke liy 1 aked k liy 1 kg beej se tyar jado ki rupai kafi hoti h

Khad v Uvrak

    Gajar ke beej ke utpadhan ke dhoran 10 tan gober ki khad, 30 kg fasforce v potash...jad lagane se pehle or bad nirai gudai ke bad 50 kg nitorgen 40 kg potash v fasforce dale

Sichai

  Gajar ke beej utpadhan ke dhoran samye -2 per nirnter 10 din ke auntral per sichai krni chahiye..

Rog nidhan

   Vese gajar ki kheti me koi jyada kito ka parbhav nahi hota h lakin fir bhi kito ko Roger 30EC 0.05% ke shidkav dwara roka ja sakta h

Nirai Gudai

Gajar ke behtrin beej k utpadhan ke liy nirai gudai ki aavshkta hoti h samye samye per shote v sade gale podho ko nikalte rehna chahiye.. Or kharpatvar ko bhi nikale rehna chahiye kyoki eska sidha aser beej utpadhan v beej ki quility per padta h....

Fasal ki ktai

Gajar ke jo hmne jad lagai thi usme ferbury me jaker us per phul aane lagte h un fulo ke sukhne ke bad un fulo ko todker sukha ker usse beej prapat ker sakte h.... 1 aked se hme 300 se 400 kilogram beej prapat hote h jinki market value 50000 se 70000 rupay hoti h...

Alovera ki kheti fayde ka sodha je bhi pade.........

Market/ Bzaar

   Gajar ke beejo ko sell krna etna mushkal nahi hota h kyoki aap k nazdhik disrict level ki mandi me contacter vyapari hote h jo contrect ke dwara gajar ke seed ki kheti kervate h. Aap apni anaj mandi me smrak ker sakte h....
                    Aapko je jankari kesi lagi eske sugav comment box me jarur de.... Or koi Q krna h to be jijak aap push sakte h muge aapki help krna aucha lagega............................

Comments

Popular posts from this blog

रोग प्रतिरोधक क्षमता कम होने के कारण व उसे बढ़ाने के उपाय

रोग प्रतिरोधक क्षमता क्या है                      Es post me ham rogpartirodhak shamta bdane ke upayo per bat krege. Lakin sabse pehle hum j Jan lena chahiye ki Rog partirodhak shamta kya h. Hamra sharir me ek esa emooun system hota h jo samye samye per vibhinn rogo ke viras attack krte rehte h unse hmare sharir ki suraksha krta h. Ager hmara emooun system majbut hoga to hum ek behter jindgi vaytit kr sakte h. रोग प्रतिरोधक क्षमता कम होने के कारण        Rog partirodhak shamta km hone k kai karn hote h....... Dumrpan v alcohal ka jayada matra me seven krna aapki rog partirodhak shamta km krta h Tnav me jyada rhna or neend km lena.... Bat bat per medicine lena......jesa thoda bahut jukam hone per hum medicine ka sahara lene lagte h...or jyada dard nivark teblet ka estmal aapki rog partirodhak shamta km krta h. Anieymit jiven sheli.....jese jyada junk food ka seven krna. Hmesha lete rehna.. vyam aadhi na krna. Jarurat ke anusar posan na milana Vajan ka jyada ya km ho

लीवर को स्वस्थ कैसे बनाये? लीवर को मजबूत कैसे बनाएं

         Aaj ke samay mein hmare khane pine ki aadhto ke karn hmara liver ko gabir samsaoyo ne ger liya h. Kyoki jo bhi hum khana kha rhe h usme jyada ter me milavat hoti h jiska sida aser hmare liver per padta h.         Liver hmare sharir ka mahatvapurna ang hota hai yah hai sharir ki Sabse badi granthi hoti hai jo hamare sharir ke lagbhag 500 tarah ke kam karta hai. Iska mukhya karya bhojan ko pachana hota h or uski sari enrji hmare sharir ko pardhan krta h.        Ayurved ke anusar hmare sharir tabhi swasth rehega jab hmara liver sahi hoga. Sari bimariyo ki jad liver se prarbh hoti h. Es liy hme eski vishesh dyan rakhni ki aavshakta hoti h लीवर के कार्य  Liver hmare sharir ke 500 treh ke kary krta h. Sharir ke swsath rehne me liver ka yogdan hota h. पित्त का निर्माण और इसका स्राव करता है। पित्त वसा और विटामिन के अवशोषण के लिए अनिवार्य है। पाचन तंत्र से खून को फिल्टर करता है। जहरीले पदार्थ को लीवर निष्क्रिय कर प्रोटीन का निर्माण करता है जिससे शरीर संक्रमण से बचा रहे।