Skip to main content

रोग प्रतिरोधक क्षमता कम होने के कारण व उसे बढ़ाने के उपाय

रोग प्रतिरोधक क्षमता क्या है

                     Es post me ham rogpartirodhak shamta bdane ke upayo per bat krege. Lakin sabse pehle hum j Jan lena chahiye ki Rog partirodhak shamta kya h. Hamra sharir me ek esa emooun system hota h jo samye samye per vibhinn rogo ke viras attack krte rehte h unse hmare sharir ki suraksha krta h. Ager hmara emooun system majbut hoga to hum ek behter jindgi vaytit kr sakte h.


रोग प्रतिरोधक क्षमता कम होने के कारण


       Rog partirodhak shamta km hone k kai karn hote h.......

  1. Dumrpan v alcohal ka jayada matra me seven krna aapki rog partirodhak shamta km krta h
  2. Tnav me jyada rhna or neend km lena....
  3. Bat bat per medicine lena......jesa thoda bahut jukam hone per hum medicine ka sahara lene lagte h...or jyada dard nivark teblet ka estmal aapki rog partirodhak shamta km krta h.
  4. Anieymit jiven sheli.....jese jyada junk food ka seven krna. Hmesha lete rehna.. vyam aadhi na krna.
  5. Jarurat ke anusar posan na milana
  6. Vajan ka jyada ya km hona
  7. Sharir ki saf - sfai per dyan na dena.

केसे पता चलता है कि हमारी रोग प्रतिरोधक क्षमता कम हो गई है


         
               Ager koi mosam me thoda  jyada thand ya jyada garmi ya ager barsat ka mosam aa jata h to hum jaldi bimar pad jate h jese jukam ya bukhar ho jata h........to hmari emooun system kamjor ho gya h.........
         Kyoki hum sans ke dwara lakho jivanu ander lete rehte h vo hum per attack krte rehte h j hmara emooun system hi hmari ense surksha pardan krta h.........ager hmari rog partirodhak shamta hi kamzor ho jay to hum swasth nahi reh sakte.......

          

रोग प्रतिरोधक क्षमता बढाने के उपाय

     


  • Dumerpan ka sevan na kre. Hi
  • Alcohol ka sevan aadhik na kre.
  • Niymit roop se vyam kre    
  • Vajan ko niyrtern me rakhe
  • Blood pressure ko smanye rakhe
  • Puri terh se neend le
   
  • Lahsun ke estmal se bhi hum apne kary parnali ko behter kr sakte
  • Sukhe meve ka upyog hmari rog partirodhak shamta bdata h
  • Ajeer ka sevan bhi hmare tantrika tanter majbut banaye Rakhta h
  • Hme apne khane pine me dahi ko shamil krna chahiye      
  • Hme apne khane me kachi heldi ka upyog krna chahiye
  •  Alsi ko khane me shamil krna chahiye

शरीर की रोग प्रतिरोधक क्षमता बढ़ाए हरी सब्जियां और फल 


          Hari sabjiyo me antioxidant gun hote h jo hmara emooun system majbut karta h...or enme vitamin  A,B,C or aayren, Calshiam aadhi barpur matra me hote h jo hmari Rog partirodhak shamta bdati h


Green T- 

Green T me antioxidant v keroteen ke gun hote h green t ke niymit sevan se hmari rog partirodhak shamta badti h

Aawla

     Aawla ka niymit roop se sevan krne per hmara tantrika tanter majbut hota h or sath sath j hmare liver ko bhi majbut krta h Esme barpur matra me vitamin c paya jata h

   Duop ka sevan

    Hme duop ka sevan krte rhna chahiye jisse hme vitamin d ki kmi nahi hoti h or hmari rog partirodhak shamta badti h

Jink

    Hme hmare khane me jink ka istmal krna chahiye. Jink ki kmi ko pura krne k liy koi aalg se tablet nahi leni chahiye hme hmare khane jink se barpur sabjiyo ka istemal krna chahiye.


Mashroom 

   Khane me hme daily 30 Gram mashroom ka upyog krna chahiye j hmari shavat rakat kanikayo ko sakiry rakhta h. Jo hamri rog partirodhak shamta badti h

Brokli 

    Khane me brokli ki sabji ka istemal krna chahiye Esme vitamin a, c or thioman namk tatv hote h to hamre emooun system ko majbut krta h.


Related posts




      Aapko j hmari post kese lagi plz eska suzav comment box me jarur de...
THANK YOU

Comments

Popular posts from this blog

गाजर का बीज उत्पादन से लाखो कैसे कमाए

        Carrot/ Gajar Seed ki kheti    Kheti din partidin gate ka sodha sabit ho rehi h. Es liy chahiye ki hme farming me din parti din nye nye prig krte rehne chahiye....Kisano ke liy gajar ke beej ke utpadhan ker apni jidgi sudhar sakte h.... Carrot seed             Gajer ki kheti k liy hme auche beejo ki aavshakta hoti h...jinka market dham bahut hi jyada hota h....Es liy hm gajar ke utpadhan k sath sath uske beejo ka bhi utpadhan ker sakte h. Or ese market me sell ker aucha khasa paisa kma sakte h Carrot seed price       gajar ke beejo ka price her state me alag alag hota h jha per m aapko avrage 16000 se 20000 per 100 kg hota h Add caption   Khet ka chunav         Gajar ke seed ke utpadhan k liy lal domat miti sabse upyogi hoti h vese j her terh ki miti me eski kheti ki jati h lakin usme pani nikasi ki uchit vayvstha honi chahiye...... Gajar ke seed utpadhan ki vidiya    Gajar ke beej ke utpadhan k liy 2 vidhiya parchlit h. Pehli beej se or dusri jad  se

लीवर को स्वस्थ कैसे बनाये? लीवर को मजबूत कैसे बनाएं

         Aaj ke samay mein hmare khane pine ki aadhto ke karn hmara liver ko gabir samsaoyo ne ger liya h. Kyoki jo bhi hum khana kha rhe h usme jyada ter me milavat hoti h jiska sida aser hmare liver per padta h.         Liver hmare sharir ka mahatvapurna ang hota hai yah hai sharir ki Sabse badi granthi hoti hai jo hamare sharir ke lagbhag 500 tarah ke kam karta hai. Iska mukhya karya bhojan ko pachana hota h or uski sari enrji hmare sharir ko pardhan krta h.        Ayurved ke anusar hmare sharir tabhi swasth rehega jab hmara liver sahi hoga. Sari bimariyo ki jad liver se prarbh hoti h. Es liy hme eski vishesh dyan rakhni ki aavshakta hoti h लीवर के कार्य  Liver hmare sharir ke 500 treh ke kary krta h. Sharir ke swsath rehne me liver ka yogdan hota h. पित्त का निर्माण और इसका स्राव करता है। पित्त वसा और विटामिन के अवशोषण के लिए अनिवार्य है। पाचन तंत्र से खून को फिल्टर करता है। जहरीले पदार्थ को लीवर निष्क्रिय कर प्रोटीन का निर्माण करता है जिससे शरीर संक्रमण से बचा रहे।