Skip to main content

लीवर को स्वस्थ कैसे बनाये? लीवर को मजबूत कैसे बनाएं

         Aaj ke samay mein hmare khane pine ki aadhto ke karn hmara liver ko gabir samsaoyo ne ger liya h. Kyoki jo bhi hum khana kha rhe h usme jyada ter me milavat hoti h jiska sida aser hmare liver per padta h.
        Liver hmare sharir ka mahatvapurna ang hota hai yah hai sharir ki Sabse badi granthi hoti hai jo hamare sharir ke lagbhag 500 tarah ke kam karta hai. Iska mukhya karya bhojan ko pachana hota h or uski sari enrji hmare sharir ko pardhan krta h.
       Ayurved ke anusar hmare sharir tabhi swasth rehega jab hmara liver sahi hoga. Sari bimariyo ki jad liver se prarbh hoti h. Es liy hme eski vishesh dyan rakhni ki aavshakta hoti h

लीवर के कार्य

 Liver hmare sharir ke 500 treh ke kary krta h. Sharir ke swsath rehne me liver ka yogdan hota h.
  • पित्त का निर्माण और इसका स्राव करता है। पित्त वसा और विटामिन के अवशोषण के लिए अनिवार्य है।
  • पाचन तंत्र से खून को फिल्टर करता है।
  • जहरीले पदार्थ को लीवर निष्क्रिय कर प्रोटीन का निर्माण करता है जिससे शरीर संक्रमण से बचा रहे।
  • एल्कोहल, दवा, अन्य पदार्थों आदि को अवशोषित करके खून में मिलाता है। साथ में कोलेस्ट्रॉल, हार्मोन आदि का निस्तारण भी करता है।

लिवर के खराब होने के कारण

  1. Liver ke khrab hone ke karno sabse bda karn hota h dushit mas ka seven krna......or liver ke jyadater cases me liver se judi  smsyaye un logo ko hoti h jo masahari hote h
  2. Gande pani ka pine se bhi liver demg ho sakta h
  3. Jyada smye tak jyada maaledar bhojen ka seven bhi liver dhire dhire liver ko nuksan pahcha sakta h.
  4. Ager sharir me vitamin B ki kmi ho jaye to liver se judi smsyaye ho sakti h.
  5. Jyada smaye tak maleriya or dengu jese rogo ke karn bhi liver per bura parbhav padta h.
  6. Chay, Cofi, Jank fude ka seven bhi liver ko nuksan pahuchata h.
  7. Liver ke demg ka sabse bda karn alkohal ka jyada matra me seven krne se h.

लिवर के खराब होने के लक्षण

  • Liver wali jgah se dbane per dard hona
  • Chati me jalan v hmesha bharipen rehna
  • Muh ka swad hmesha badlte rehna ya kharab rehna
  • Liver ke kharab hone se liver fulne lagta h jise hm motapa samg lete h. Ese njar adaj nahi krna chahiye kyoki enihi sab chote moti smsya bad me vikral rup leker liver cancer ka karn banti h jisse se rogi ki mot bhi ho sakti h

लिवर को स्वस्थ कैसे रखें और मजबूत कैसे बनाएं

  1. Liver ko swasth rakhne ke liy sabse pehle hme apne jiven sheli me badlav krna hoga. Jank fude se pehrej krna hoga. Alkohal ka seven band krna hoga . Or roj swer ko tahlne jana hoga lagbag 5km
  2. Papita ka seven krna hoga kyoki Esme liver ko swasth rakhne ke sabhi gun hote h
  3. Roj sham ko garm dud me haldi dalker pina chahiye kyoki jeh duniya ki sabse badi medicine hoti h j liver ko hmesha swasth rkhegi.
  4. Chukander ka roj seven pranbh krna hoga kyoki Esme bita krotin namk tatv hote h jo hmare jiger ko swasth rakhte h. Eska upyog hm juss v bhojan me slad ke rup me kar sakte h.
  5. Apne khane me lahsun ka jyada se jyada upyog krna chahiye.
  6. Green T bhi hmare liver ko swasth rakhti h eske liy hme chay Cofi ke sthan per eska upyog krna chahiye
  7. Aawle me vitamin c hota h jo liver ki karyshamta ko bdata h.
  8. Hme hmesha 8-10 hour puri neend leni chahiye
  9. Apne man se kabhi bhi koi tablet v medicines nahi leni chahiye j bhi liver ko bahut nuksan pahuchati h
  10. Apne jiven me thoda badlav krna hoga milavat ki chijo se dur rehna hoga.......
  11. Ham yoga se bhi apne liver v sharir ko swasth rakh sakte h.
              Aapko j hmari post kese lagi eska sugav comment box me jarur de....

    THANK YOU.....

Comments

Popular posts from this blog

गाजर का बीज उत्पादन से लाखो कैसे कमाए

        Carrot/ Gajar Seed ki kheti    Kheti din partidin gate ka sodha sabit ho rehi h. Es liy chahiye ki hme farming me din parti din nye nye prig krte rehne chahiye....Kisano ke liy gajar ke beej ke utpadhan ker apni jidgi sudhar sakte h.... Carrot seed             Gajer ki kheti k liy hme auche beejo ki aavshakta hoti h...jinka market dham bahut hi jyada hota h....Es liy hm gajar ke utpadhan k sath sath uske beejo ka bhi utpadhan ker sakte h. Or ese market me sell ker aucha khasa paisa kma sakte h Carrot seed price       gajar ke beejo ka price her state me alag alag hota h jha per m aapko avrage 16000 se 20000 per 100 kg hota h Add caption   Khet ka chunav         Gajar ke seed ke utpadhan k liy lal domat miti sabse upyogi hoti h vese j her terh ki miti me eski kheti ki jati h lakin usme pani nikasi ki uchit vayvstha honi chahiye...... Gajar ke seed utpadhan ki vidiya    Gajar ke beej ke utpadhan k liy 2 vidhiya parchlit h. Pehli beej se or dusri jad  se

रोग प्रतिरोधक क्षमता कम होने के कारण व उसे बढ़ाने के उपाय

रोग प्रतिरोधक क्षमता क्या है                      Es post me ham rogpartirodhak shamta bdane ke upayo per bat krege. Lakin sabse pehle hum j Jan lena chahiye ki Rog partirodhak shamta kya h. Hamra sharir me ek esa emooun system hota h jo samye samye per vibhinn rogo ke viras attack krte rehte h unse hmare sharir ki suraksha krta h. Ager hmara emooun system majbut hoga to hum ek behter jindgi vaytit kr sakte h. रोग प्रतिरोधक क्षमता कम होने के कारण        Rog partirodhak shamta km hone k kai karn hote h....... Dumrpan v alcohal ka jayada matra me seven krna aapki rog partirodhak shamta km krta h Tnav me jyada rhna or neend km lena.... Bat bat per medicine lena......jesa thoda bahut jukam hone per hum medicine ka sahara lene lagte h...or jyada dard nivark teblet ka estmal aapki rog partirodhak shamta km krta h. Anieymit jiven sheli.....jese jyada junk food ka seven krna. Hmesha lete rehna.. vyam aadhi na krna. Jarurat ke anusar posan na milana Vajan ka jyada ya km ho